24

Pyar Ka Masih Hai Sagar

Pyar ka Masih hai sagar,Aaja karib aajaJeevan wahjal ka sotha,Aaja karib aaja1. Duniya ka noor woh hai,Dil ka surur who haiKyon thuj se door woh hai?Aaja karib aaja2. Man ka tera andhera,Ban jayega saveraKar usme hi basera,Aaja karib aaja3. Rangeen bahar woh hai,Sachha pyar who haiMan ka singaar woh hai,Aaja karib aaja