26

Prabhu Ka Anand Hai Meri Takat

Prabhu ka anand hai meri takatSansar mein Yeshu hai meri takatWo mera anand har ek din meinWo mera sahara hai (2)1. Jab maine socha main akela hoonTab Prabhu Yeshu ne mujh se kaha (2)Sansar ke ant tak saath rehne walaMain tere saath hoon (2)2. Jab maine socha main nirbal hoonTab Prabhu Yeshu ne mujh se kaha (2)Shakti dene wala, samarth dene walaMain tere saath hoon (2)3. Jab maine socha ki asambhav haiTab Prabhu Yeshu ne mujh se kaha (2)Asambhav ko sambhav karne wala YeshuMain tere saath hoon (2)