29

Paavan Hai Woh Prabhu Hamara

Paavan hai woh Prabhu hamaraUski jai jaikaar karoNirbal ka woh bal hai nyaaraUski jai jaikaar karoJai ho, jai ho, jai ho (2)Deen dukhiyon ka hai daataBhatke huon ko raah dikhataSeedhe maarg mein hamein chalaataUski jai jaikaar karoPrabhu hamara bada mahaanNirbuddhiyon ko deta gyaanPatiton ka woh bachata praanUski jai jaikaar karoPrabhu ki mahima aparampaarJag ka woh hai taaranhaarMaano use apna aadhaarUski jai jaikaar karo