22

O Aakaash Aur Surya Chandrama

O aakaash aur surya chandrama,Stuti karo sara bhumandal.1. Yeeshu ne tujh se prem kiya,Tere liye apna praan diya;Narak se aatma ko bacha liya,Anant jeevan sab ko diya.2. Anugrahkari priya Yeeshu,Dharni hokar woh dukh saha;Hara diya bairi shaitan ko,Mrityu par Yeeshu vijayee hua.3. Dooton ne sunaya susamachar,Yeeshu ji uthha hai zarur;Jaake batao yeh samachar,baaje Bajaate gaate jai-jai-kaar.